'chalte chalo ek din tumare raaste tumhe jarur manzil tk pahuchaynge, bshrte himat na haarna'...
zindagi waise dekhe tou bahut aasan lgti hai lekin jb socho tou ek paheli ki tarah hai...jisme sirf aur sirf sawaal hai aise sawaal jinke jawab khojte khojte hmari puri zindagi beet jati hai...koi apne gum mai dukhi hai, koi apni khushi se khush, sb kahi na kahi kuch na kuch dhoondne mai lge hai sabki manzil ek hai lekin raaste sabke bilkul alag...kyu har cheej ulajh kr rh jati hai jo smjh na chaho wo kho jati hai...na yahan kisi ko kisi ki kadar hai na kisi ke liye fursat hai sb chale ja rhe hai pr kahan yeh koi nhi janta...
"zindagi ke liye jeete hai hum aur yahan zindagi hi hamse bewafaa hai,
kasurwar akhir kise bole, jb sajish hi zindagi kr bethi hai"...

ये जिंदगी के मेले कभी खत्म ना होंगे
ReplyDeleteइंसान खत्म हो सकता है मगर रूकने का नाम नहीं जिंदगी,
अच्छे भाव ऐसे चलते रहो
sukriya.............
ReplyDelete