Friday, February 1, 2013

kabhi kabhi khayal ata hai.....

kabhi kabhi khayal ata hai...............


kabhi kabhi khayal ata hai ki apne paraye aur paraye apne kese ban jate hai,
chalte hai jab kabhi apni manzil ki khoj mai to na jane raste kaha kho jate hai,
dard hota hai dil mai, lekin aankhon se kyu jaahir hota hai,
jakham bhi kuch hare-bhare ho jate hai,
kyu zindagi bhi kabhi berang si lagti hai,

yun hi kabhi kabhi mujhe khayal ata hai;







Wednesday, January 30, 2013

mere dil ki kalam se............

mashruf thi apni swarg si zindgi mai,
dukho ka saya na tha,
badlo ka andhera na tha, 
raas na ayi khuda ko khushi hamari,
aag lagai basti mai uane hamari,
khushiyan humse ruth gaye,
gum apne paao pasarte gye,
khuda se pucha mene, tune yeh kya kia,
apne bacche ko kyu tanha kia,
wo bola, mene jo bhi kia tere bhale ke liye hai kia,
tu abhi nhi samajh sakta,
waqt ka intzar ker,
wahi tujhe sab kuch samjhayega........