mashruf thi apni swarg si zindgi mai,
dukho ka saya na tha,
badlo ka andhera na tha,
raas na ayi khuda ko khushi hamari,
aag lagai basti mai uane hamari,
khushiyan humse ruth gaye,
gum apne paao pasarte gye,
khuda se pucha mene, tune yeh kya kia,
apne bacche ko kyu tanha kia,
wo bola, mene jo bhi kia tere bhale ke liye hai kia,
tu abhi nhi samajh sakta,
waqt ka intzar ker,
wahi tujhe sab kuch samjhayega........
dukho ka saya na tha,
badlo ka andhera na tha,
raas na ayi khuda ko khushi hamari,
aag lagai basti mai uane hamari,
khushiyan humse ruth gaye,
gum apne paao pasarte gye,
khuda se pucha mene, tune yeh kya kia,
apne bacche ko kyu tanha kia,
wo bola, mene jo bhi kia tere bhale ke liye hai kia,
tu abhi nhi samajh sakta,
waqt ka intzar ker,
wahi tujhe sab kuch samjhayega........
No comments:
Post a Comment